Archive for the ‘Syeda Sakina (s.a)’ Category
Haye Yeh Bachi Kaun Hai
Sunday, October 24th, 2010
Haye yeh bachi kaun hai
Yeh toh Sakina lagti hai.
1) Aati hai maqtal ki taraf (x2)
Dekha hai kyun su-e- najaf (x2)
Kya is ka dada hai Ali (x3)
Yeh toh Sakina lagti hai.
2) Aati hai jo rooti howi (x2)
[...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Hy o Medha Mazloom Baba
Sunday, January 3rd, 2010
(Zalim di tak kay jafa, deway sada, sada nahi koyi aasra)
Hy o medha mazloom baba dhee tedhi ku nay ronay denday.
Laash tay aan han pathar hatendi koul mekhu nahi ronay denday ( x2)
1) Jain bhira tay bahou manr hay kyun ni aya teda veer Ghazi (x2)
Chacha turiya wal na hi [...]
Ashura, Imam Hussain (a.s), Syeda Sakina (s.a) | 2 Comments »
<!– –>
Rondi Sakina Chumkay Zakhmi Qamar Bhira Di
Friday, January 1st, 2010
Rondi Sakina chumkay zakhmi qamar bhira di.
Jis tay likhi Shimar nay (x2) tareekh Karbala di.
1) Kenday ilaaj kaar tu akhiyan cho rat nay aaway
Zainab hay saar barena ay dard menu khaway
Ghairat hay marz meri (x2) koyi aur nahi dawa di.
2) Main haan yateem [...]
Shaam, Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Aik Baar Aur Mujhe Godh May Laylo Baba
Tuesday, October 21st, 2008
Aik baar aur mujhe godh may laylo baba.
1) Wah Hussaina ka howa shour haram main bharpa
Hokay rukhsat jo chalay ghaar say shah-e-karbobla
Sunkay yeh douri Sakina kay tehar jawoh zara.
2) Shah nay bachi ka yeh haal perayshan dekha
Rokay farmaya kya haal meri maa hai [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Mazloom Babula Haye Dhee Milan Aayi Eh
Sunday, May 25th, 2008
Jhaal kay tamachay aayi takh baba, teri Sakina.
Mazloom babula haye dhee milan aayi eh.
Baita hai khaak tay kyu (X2) saar kyu jhukhaiye.
1) Main haan teri Sakina kyu naye sianda
Tahveez teray seenay da kya tu hai janda
Kiwain bhala mai dasja (x2) teri judaiye.
2) Deewan salaam wal wal na rukan payian hawan
Aagay khakay jhinka [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Zindan Main Sakina Aansu Baha Rahi Hay
Friday, May 2nd, 2008
Zindan main Sakina aansu baha rahi hay.
Baba teri judai (x2) mujh ko rula rahi hay
1) Ho jaye gar muyasar aay baba tera seena
Kuch dair th sakon say so jaye gi Sakina
Aa ja kay tum ko teri baiti bula rahi hay.
2) Sonay ka jis ghari bhi main hoon irada karti
Zindan ki rait meray [...]
Syeda Sakina (s.a) | 1 Comment »
<!– –>
Ay Sheh Ki Yatima
Monday, March 24th, 2008
Maa choti si mayyat pa yeh ro ro kay pukari, ay Sheh ki yatima.
Pardes main kya tum bi kafa hogayi pyari, ay sheh ki yatima.
1) Hai zakham jo khaano main dekha do woh peedar ko ruksaar dekha do
Aur peet pay duroon kay nishan maa gayi waari, ay Sheh ki yatima.
2) Chain agaya lipaat kay [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Rukh Jao Ay Sakina
Monday, March 24th, 2008
Tum seh beechar kay maa ka muskil bohot hai jeena
Maa ko bay saath laylo
Rukh jao ay Sakina (x2)
1) Haar simbt hai andhera
Haar raha pour kathar hai (x2)
Haar raha pour kathar hai
Haar simbt hai andhera
Dushman hai chaar janeeb
Dil mai chupayeh Sakina
Rukh jao ay Sakina (x2)
2) Kah ka kay tum tamachay
[...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Yeh Daard Sakina Ko Tah Hashar Rulaye Gah
Thursday, February 14th, 2008
Yeh daard Sakina ko tah hashar rulaye gah.
Asghar ka paani peena, baba ka zakhmi seena, issay bhool na paaye gah.
1) Zindan ki tanhayi din raat rulati hai
Ab tak bhi khayalon main Asghar ko bulati hai
Yeh ghum nahin bhula bhayi ka khali jhoola
Ab kon jhulaye gah.
2) Shabbir kay haathon peh Islam ka baani [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Zindan Say Kya Lout Kay Aao Gi Sakina
Tuesday, January 15th, 2008
Zindan say kya lout kay aao gi Sakina.
Baba ko yahan choor kay (x2) jao gi Sakina.
1) Jab haath bandhay Shah ki shahzadi chali ti
Maqtal say pur dard sada anay lagi ti
Rudad-e-jafa aa kay sunao gi Sakina (x2)
2) Aab kafila Kufay ki taraf jaeya ga baita
Ghum teri yateemi ka tujhay khaeya ga baita
[...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Ab Choor Do Zindaan
Thursday, November 29th, 2007
Ab choor do zindaan, hy ajao Sakina baba bulaa raha hai.
Naizay pay hijar tera mujh ko rulaa raha, ab choor do zindaan.
1) Ajao paas meray seenay peh sonay waali
Bholi si apni surat tum nay kahan chupa li
Chehra tumhara beti mujhay yaad araha hai
2) Tum choti Fatima ho baba ka chain ho tum
Jis [...]
Syeda Sakina (s.a) | 2 Comments »
<!– –>
Kahan Kahan Nahi Dhonda Ho Tum Kahan Baba
Wednesday, November 28th, 2007
Kahan kahan nahi dhonda ho tum kahan baba.
Awaz day kay bulawo (x2) ho tum kahan baba.
1) Tu bahain khol kay ik bar tu bula mujh ko
Leeta kay seenay pay apnay Quran suna mujh ko
Keh neend aati nahi abh teray bina baba.
2) Hamesha teray hi seenay pay baba sooti hu
Khari hu mout kay [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Zanjeer Bundhay Haatho Say Ek Laasha Utha Hai
Monday, September 10th, 2007
Zanjeer bundhay haatho say, ek laasha utha hai
Kaano say rawa khoon hai (x2) kurta bhi jala hai
1) Aye Shimr zara soch kia zulam hai kia par
Rukhsaar naheen wark tha quraan ka jis par
Haatho say tunay zulm ka unwaaan likha hai.
2) Duniya ya kisi dheen ka kaanoon dekhaao
Baybaap ko rona hai koi jurm [...]
Syeda Sakina (s.a) | 1 Comment »
<!– –>
Baba Teray Baaj Sakina Nu Kera Loriyan Naal Sulaavay Ga
Monday, July 23rd, 2007
Baba teray baaj Sakina nu kera loriyan naal sulaavay ga.
Kayi din ton pyaasi beti haan (x2) mainu paani kon pilaavay ga.
1) Jadon baba jag ton tur jaavay na apna yaad na rehnda aai
Koyi dhi baaghi di aakhay tai koyi choti qaidaan kehnda aai
Meray asli naam Sakina ton (x2) hurn mainu kon bulaavai ga.
2) [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Meray Baba Ka Mujhay Saar La Do Jee Bhaar Kai Rona Chahti Hun.
Tuesday, May 29th, 2007
Meray baba ka mujhay sar la do, jee bhar kai rona chahti hun.
Sajaad main baba kay saar pai (x2) saar rakh kai sonay chahti hun.
1) Mujhay gaud main loree di bhaiya, haar aik puphi nai aur madar nai
Mujhay Shaam-e-Ghariban tasalli di aakar di dada Haider nai
Sonay kai liyai main baba ka (x2) seenay ka [...]
Syeda Sakina (s.a) | 2 Comments »
<!– –>
Qaid Main Baali Sakina Ko Rulata Hai Veerana
Monday, May 21st, 2007
Qaid main baali Sakina ko rulata hai veerana.
Hawa na roshani bhi na (x2) ussay na chain aata hai, veerana.
1) Woh zindan bain kartai hain Sakina ki ghareebi par
Huwai hain zulm jo jo bhi Masooma paak bibi par
Unhi zulmon pai ab tak yeh (x2) falaq aansoo bahata hai, veerana.
2) Nahi ab koyi bhi sunta [...]
Syeda Sakina (s.a) | 1 Comment »
<!– –>
Sajaad Bhira Milwa Eh Maida Wadah Hai Wal Na Rosan
Saturday, April 21st, 2007
Aik warri sir maiku babay da Sajaad bhira milwa eh
Maida wadah hai wal na rosan.
Maiku piyo mazloom da ai wari rukhsar zara chumwa
Maida wadah hai wal na rosan.
1) Oh maiku khaak te neendar nehi aandi jadon samdi haankan dukh wainday han
Maiku Shimaar tamachay maray han
Mere eh rukhsar gawa eh, maida wadah hai wal na [...]
Shaam, Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Baba Yeh Musalman Mujhe Ronai Nahi Daitai
Monday, April 2nd, 2007
Baba yeh musalman mujhe ronai nahi daitai.
Matam tera zindaan main (x2), honai nahi daitai.
1) Bistar tera seena tha jisai cheen liya hai (x2)
Ab goud mei maadar ke, yeh sonai nahi daitai.
2) Ehsaan yateemi mujhai zindaan mei huwa hai (x2)
Ab khaak mei sooti houn to sonai nahi daitai.
3) Thak jaatay hai Sajaad to baba terai [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Mar Jaaye Na Sakina Zindan Mein Tanha Hai
Monday, February 19th, 2007
Mar jaaye na Sakina zindan mein tanha hai.
Ghairay howay bachi ko gurbat ka andhera hai.
1) Yeh kaisi yateemi hai jo hai woh rulata hai
Na koi tasaali hai na koi dilasa hai.
2) Ek konay mein behtee hai sehmi howi shehzadi
Aahat bhi jo hoti hai dil kampnay lagta hai.
3) Lab khushk hain bachi kay aur [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Chuk Lash Sakina Di Ronda Hai Bazaran Vich Sajaad Muhari
Monday, February 19th, 2007
Chuk lash Sakina di ronda hai bazaran vich Sajaad muhari.
Koi kabar di jha devo perdesi musafir haan kal raat di mar gayi hai meri behan bechari.
1) Reya baba qatal honda dhi wastay pondi rahi,gal gal de utay
Babay nun bachaondi rahi, injh aakay musalmana ennu piyo de
Dittay pursay kanna chon lahu isday markay vi [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Hai Zindaan Main Ro Ro Kai Sakina Nai Kaha
Saturday, February 17th, 2007
Hai zindaan main ro ro kai Sakina nai kaha.
Kardiyai muj sai merai bahi merai baba juda.
1) Yaad aati hai to dil rota hai khoon kai ansoo
Wird pani kai merai bahi ko hai teer mila.
2) Nok-e-neza pai hai bahi behan hai sar nangai
Nana ummat nai teri kaisa hamai ajar diya.
3) Main kafas main hun [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Zindan Ka Andhera Mujhai Sonai Nahi Daita
Saturday, February 17th, 2007
Zindan ka andhera mujhai sonai nahi daita.
Roti hun to zaalim mujhai ronai nahi daita.
1) Baba mairai kaano sai lahu ab bhi hai jaari
Marai hain tamachai bhi Sakina ko tumhari
Pehlu Main puphi kai rehnai nahi daita.
2) Awal to mujhai neend hi aati nahi baba
Soti hun to duron sai jaga daitai hain adaa
Yeh Shimaar [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Rokar Sakina Shaam Ke Zindaan Mein Maargee
Saturday, February 17th, 2007
Rokar Sakina Shaam ke zindaan mein maargee.
Bano ke dilpe goya qiyamaat guzar gayee.
1) Aal-e-Nabhi pe tooti qayamat thi Shaam mein
Abbas ki chahiti Sakina guzargayee.
2) Shimaar-e-layee ne cheene theh gohar kuch is tarah
Nahnni khamees khoo mein Sakina ki bhar gayee.
3) Zainab tadap ke reh gayee jo poocha Sakina ne
Sar se phupi tumhare rida [...]
Syeda Sakina (s.a) | 1 Comment »
<!– –>
Hy Masoom Sakina Tanha Zindaan Main Dam Tor Gayee
Saturday, February 17th, 2007
Hy masoom Sakina tanha zindaan main dam tor gayee.
Bhai puphi aur ghum zada maa ko dekho rota chor gayee.
1) Chaar taraf hain zulm kai baani qaid main hai ganghor andhera
Us pai sitam aik aur howa hai pyaas kaleja tor gayee.
2) Dil main rehahi ka armaan tha mer kai bhi jo pura na howa
Jism [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Jab Yaad Sakina Ko Teri Aati Hai Baba
Saturday, February 17th, 2007
Jab yaad Sakina ko teri aati hai baba.
Sar zinda ki deewaroon se (x2) takrati hai baba.
1) Darbar-e-Yazeedi me bhala kaise mein jayoon (x2)
Hai chaak garaybaan (x2) haya aati hai baba.
2) Kanoon say tapakta hai laho shanoon pay mayray (x2)
Zalim ki aziyat mujhe (x2) tadpati hai baba.
3) Marjaongi pyasi na kabhi mangoongi paani (x2)
[...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Kya Andhera Hai Phuphi
Saturday, February 17th, 2007
Kya andhera hai phuphi.
Qaid khane mai Sakina ye bayan karthi thi, kya andhera hai phuphi.
Shamma mangwaeeye warna mai nahi jeene ki, kya andhera hai phuphi.
1) Apne seene se lagalo mai tumhare sadkhe, goud me lelo mujhe (x2)
Dil dharaktha hai mera khauf se tharra tha hai ji.
2) Kyon layeen qaid me laye hain mujhe kya maloom, [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Baba Teray Ghum Main Yeh Baichain Sakina Hai
Friday, February 9th, 2007
Baba teray ghum main yeh baichain Sakina hai.
Zindaan kai andherai main mushkil mera jeena hai.
1) Din raat main roti hun aur khaaq pai soti hun
Aghosh hai maadar ki na baap ka seena hai.
2) Dafna kai Sakina ko Abid nai kaha ro ker
Ehsaas tujai sompa Zahra ka nageena hai.
3) Main ro bhi nahi sakti [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Zindaan Hai Lehad Meri Kurta Hai Kafan mera
Friday, February 9th, 2007
Zindaan hai lehad meri kurta hai kafan mera.
Karna yahin janaza Sajaad dafan mera.
1) Main baap kai seenai pai barai chain sai soti thi
Ab khak kai bister pai dukhta hai badan mera.
2) Sajaad sai kehti thi zindaan sai reha ho kaar
Tum jana Medinay ko hai Shaam watan mera.
3) Kehna kai chinai gohar khayai hain [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Tanhai Main Zindaan Ki Yeh Kehti Thi Sakina
Thursday, February 8th, 2007
Tanhai main zindaan ki yeh kehti thi Sakina.
Baba ki judayi main, na mar jayai Sakina.
1) Daman main lagi aag to gohar bhi utarai
Baad aap kai adaa nai, tamachai mujhai maarai
Is haal-e-aseeri main, main mar jaun kahin na.
2) Is haal main ghurbat main kahin chain na paya
Zulmat kai andherai main, laeeno nai sataya
[...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Sajaad Watan Jatay Hain, Aye Bali Sakina
Thursday, February 8th, 2007
Sajaad watan jatay hain, aye bali Sakina.
Saar zindan sai takratai hain, aye bali Sakina.
1) Kahtai hain phoppi jani, Sakina ko uthaow
Jatai hain watan jaldh, khabar usko sunaow
Gash mai jo ho dukiya tow, usai hosh mai low
Sooti howi zindan mai na, rah jaye Sakina, aye bali Sakina.
2) Armaan tha dil mai kai, watan [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Baabay Da Gala Chum Kai Ro Aakhay Sakina
Thursday, February 8th, 2007
Baabay da gala chum kai ro aakhay Sakina.
Terai baad mera baba, boun oukha hai jeena.
1) Piyasai galay dai terai zaalim chalaaran khanjar
Piyasa hi tur gaiya aai, dunya ton’ veer Asghar
Waada aai mera baba, main paani nahi peena.
2) Masooma kol babay dai ro ro vairan paavai
Jis dai baghair mainu naa neend kadhi [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Aik Bachi Ka Hai Noha, Meray Baba
Thursday, February 8th, 2007
Aik bachi ka hai noha, meray baba.
Howi yeh Shaam aur na aayai baba, meray baba.
1) Piyaas paani, neendh bhooli, tootati hai saans meri
Guth raha hai dam hamara, meray baba.
2) Qaid ho ker, jab sai ayee, reesma main hai kalahi
Ha duri da jism sara, meray baba.
3) Khaak chaadar, khaak bister, qabar jaisa hai yeh manzar
[...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Namaz-e-Shab Main Koyi Baap Maangta Hai Dua
Thursday, February 8th, 2007
Namaz-e-Shab main koyi baap maangta hai dua.
Sukoon-e-Dil kai liyai ker, Mujhay Sakina ataa.
1) Diya hai sabr to mujko, karaar bhi dai dai
Mehek Batool ki Haider ka piyaar bhi dai dai
Mei baagh baagh rahun woh, mujhe kahai baba.
2) Woh merai sinai pe soyai to dharkane khush hon
Chalai woh unglee pakar kar to aahaatain [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Achi Nahi Ye Baat Na Roya Karo Bibi
Thursday, February 8th, 2007
Ashur ki shab hai Sakina ka wo rona
Aur syedey mazlum ke beti se yeh kehna
Arey tu roya, me yeh dekh nahi, sakta Sakina.
Achi nahi ye baat na roya karo bibi (x2)
Pehlu me kabhi maa ke bhi soya karo bibi (x2)
1) Kya howe kisi shab ko jo ham ghaar me na aaye
Tum humko na pawo [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Seenay Pai Sulaanay Ko, Kahaan Kehti Hun Baba
Thursday, February 8th, 2007
Seenay pai sulaanay ko, kahaan kehti hun baba.
Main khaak paar so jaun gi, haan kehti hun baba.
1) Kehti hun kai chehra hi, dikha jeeyai baba
Mernai sai merai pehlay, hi aajaa-iyai baba
Pehlu main chupaanay ko kahaan kehti hun baba.
2) Baba merai bachpan ka, takazaa to nahi tha
Khaabon main khilonai thai, janaza to nahi [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Neend Aati Nahin Baba
Tuesday, February 6th, 2007
Neend aati nahin baba.
Ek bachi hai noha gar neend atti nahin baba.
1) Hai bund dar-e-zindan sehmi howi bethi hoon
Awaaz tumhein day kaar roti hoon tarapti hoon
Lay jao mujhe ah kaar neend aati nahin baba.
2) Is waqt yeh alam hai gurbat ka yeh manzaar hai
Ab khaak ka takya hai aur khaak ka bistaar [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Qaidan Ich Sakina Nun Jadun Yaad Asghar Di Aaway
Saturday, February 3rd, 2007
Qaidan ich Sakina nun jadun yaad Asghar di aaway.
Na lakay chotiyan walay da zindan diyan dewarya teh ro ro ke sir takraway.
1) Injh kalma gowan pyar kitta rang badal gaya rukhsaran da
Kaddi waikhay jallay hoye cholay kadi zakhmi kanna te haat rak kay
Sajad nun ja dikhaway.
2) Shabbir wasiyat kitti eh akhri waar Sakina [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Sakina Utho Meri Jaan Utho Rehaee Mili Chalo Ghaar Chale
Thursday, January 25th, 2007
Sakina utho meri jaan utho rehaee mili chalo ghaar chale.
Ye karti thi maa, lahad pe bukaa meri ladli, chalo gar chale.
1) Yaha se chalo, chale Karbala, wahi se tumhe, milenge chacha
Sitam jo huwe, bataana une, dikhaana unhe, ye kurta jalaa
Chacha jaan ko, dikhana zara, ridaa khun bhare, chalo ghaar chale.
2) Bataana unhe, kabhi saktiya, [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Qaidaan Chay Maar Gayee Haaye Rondi Sakina
Friday, January 12th, 2007
Qaidaan chay maar gayee haaye rondi Sakina kissay sonyian na dohayiaan.
Mazloom di dhee nou kha gayi aan (x2) zindaan diyaan tanhayiaan.
1) Haaye bahn di mayyat tay majboor beemar si aaya
Chuk laash neemani di lahu akhiyaan choun barsaya
Pardesaan wich na maar jawan kissay veer diyaan maa jayian.
2) Kadi pochdi ay phophiyaan toun kyon zulaam [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Meray Baba Ghaar Chalain
Saturday, January 6th, 2007
Meray baba ghaar chalain ab shaam dhal gayi aata nazar nahi.
Baba ho tum kahan zakhmi hai ladali kano main dur nahi.
1) Uth kaar zara to dekho khaiyam jal gayain hain
Aalai nabi kai baba yun waqt dhal gayain hain
Khiyam jal gayain ham qaidi ho gayai ab koi ghar nah
Ab shaam dhal gayi aata [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Zindaan Main Nahin Athi, Kyu Tazzah Hawa Bhayah
Friday, January 5th, 2007
Zindaan main nahin athi, kyu tazzah hawa bhayah.
Sajaad Sakina ko (x2) maarnay seh bacha bhayah.
1) Paani nahin maangu gi, bacho ko sambhalu gi
In chotay say haato seh, teray kaantay nikalo gi
Ek baar Sakina ko (x2)
Tu paas bhulwoh bhayah.
2) Deewaro seh zindaan ki, taak rahkay main girr thi hu
Phir dehr talak bahayh, [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Zindaan Main Sakina Ko Yaad Aya Woh Seena
Friday, January 5th, 2007
Zindaan main Sakina ko yaad aya woh seena.
Jis seena peh soothi thi, hy hy (x2) Masoom Sakina.
1) Kaar taarz zara zalim, baba ko nah rounghi
May godh main madaar ki, araam say sounghi
Bay reham layeeno nay, hy hy (x2)
Fariyaad sunni nah.
2) Hain mout ki khamoshi, tareek yeh zidaan main
Kya juram kiya logon, [...]
Syeda Sakina (s.a) | No Comments »
<!– –>
Ya Rab Koyi Masooma, Zindan Main Na Tanha Ho
Friday, January 5th, 2007
Ya rab koyi Masooma, zindan main na tanha ho.
Paband naho aaain (x2) Ronay pai na pehra ho.
1) Thi jis ko neend aati, Shabbir kai seenai paar (x2)
Zinda dar-e-zinda (x2) uskai liyai kazaa ho.
2) Zindanon sai aati thi, awaaz sisaknai ki (x2)
Jaisai kai Sakina ko (x2) haar zindaan ro raha ho.
3) Takrai na woh [...]
